Chaar lafzon mein kehni hai kahani mujhe

Chaar lafzon mein kehni hai kahani mujhe
kisko kab fursat hai sune fariyaad sab

Yeh shehar hai, numaaish lagi hui hai yahan
banke ishtahaar milte hain aadmi sab

Sab ki khatir hain yahaan sab ajnabi
aur kehane ko hain ghar aabaad sab

Bhool ke sab ranjishen sab ek hain kaise
main bataaun sab ko hoga yaad sab

Talkhiyaan kaise na ho ashaar mein
hum pe jo guzari hai humko yaad hai sab

Source

%d bloggers like this: